Tuni chidiya aur kalu kauva ki kahani
Pyary bachu iss tuni chidiya ki kahani main iss main aap dekhy gy kis tarah tuni chidiya ne apny bacho ko ghar bana ker diya iss kahani main tuni chidiya ne jab andy diye tu us ko khatra tha k uss key andy kahi kharab na hu jye barish main aur mausam bhi bht kharab tha iss liye us ne jb andy diye tu uss ne aik ghar talash kiya aur woh ghar Kalu kauwa ka tha. Tuni chidiya uss kauwa k pass gye us k ghar dastak di. Pehly tu Kalu kauwy ne inkar ker diya phir us ko tuni chidiya pe taras aa gya aur us ne tuni Chidiya k Andy apny ghar main rakh liye aur Jab Tuni chidiya koo tasali hu Gye k Ab us k Andy safe hy tu us ney iss mushkil Halat main jab mausam Bht kharab tha tu us ne barish aur Tofan main apna ghonsly wala ghar banaya.
aur jab us ka ghar Ban gya tu woh kalu kauwa k pass gye aur us se apny andy wapis liye aur shukriya Ada kiya aur apny andy ley ker apny ghar wapis aa gye. aur kusch dino k Bad un Ando main Se bachy nikal aye ju key tuni chidiya k Bachy thy. Tuni chidya apny ghar main apny bachu k sath khush rehny lagi phir aik din Kalu kauwa ko tuni chidiya ki zaroorat parti hy. kyu key kalu kauwa ka ghar kharab hu jata hy or kalu kauwa aur us ki Gori Kauvi ne bhi andy Diye hoty hn woh dono Tuni chidiya k ghar Jaty hn aur us ko kehty hn key kuch dino k Liye apny ghar main humy jaga de du jaisy hi hamary andy main se bachy nikly gy hum wapis chaly jaye gy aur Tuni chidiya un ko rehny ki Ijazat de deti hn. Aur Phir Kuch dino k Bad un ando main se bachy nikal aaty hn aur Phir Kalu kauwa aur Gori Kauvi dono Tuni chidiya ka shukariya ada krty hn aur apny Bacho Ko Ghar Ly Ker Chaly jaty hn. Pyary bacho yeh Thi tuni chidiya ki kahani umeed kerta hu ap ko kahani bht pasand aye hu gi ab ap iss kahani ko Youtube channel pe dekhy agar ap ko kahani achi lagy tu mery channel ko subscribe ker dena aur bell icon pe Click ker dena.
#HDCARTOON
# Hindi cartoon
#kahanihindi
#cartoonhindi
#chidiyawalacartoon
#hindistoriescartoon
Comments
Post a Comment